Nabi sarware har Rasool o Wali hai lyrics

Nabi sarware har Rasool o wali hay
Nabi raaz daare ma'Allaahlee hay

Woh naami ki naam e Khuda naam teraNabi sarware har Rasool o wali hay
Nabi raaz daare ma'Allaahlee hay

Woh naami ki naam e Khuda naam tera
Raoof o Raheem o 'Aleem o 'Ali hay

Hay baytaab jis key liye 'arsh e aa'zam
Woh us rehrawe laa maqaan ki gali hay

Nakeerayn karte hain ta'zeem meri
Fida ho kar tujh par yeh izzat mili hay

Talaa tum hay kashti pen toofan e gham ka
Yah kaisi hawaa e mukhaalif chali hay

Na kyun kar kahoon yaa habibi aghisni
Isi naam sey har musibat tali hay

Sabaa hay mujhe sar sar e dasht e Taybah
Isi sey kali mere dil ki khili hay

Terey chaaron hum dum hay yakjaan yakdil
Abu Baqr Farooq 'Usman 'Ali hay

Khuda ne kiya tujh ko aagaah sab sey
Do 'aalam mein jo kuch khafi o jali hay

Karoon arz kya tujh sey aay 'aalimussir
Ke tujh par meri haalat e dil khuli hay

Tamanna hay farmaiye roz e mehshar
Yeh teri rihaayi ki chitthi mili hay

Jo maqsad ziyaarat ka bar aaye phir to
Na 
Raoof o Raheem o 'Aleem o 'Ali hay

Hay baytaab jis key liye 'arsh e aa'zam
Woh us rehrawe laa maqaan ki gali hay

Nakeerayn karte hain ta'zeem meri
Fida ho kar tujh par yeh izzat mili hay

Talaa tum hay kashti pen toofan e gham ka
Yah kaisi hawaa e mukhaalif chali hay

Na kyun kar kahoon yaa habibi aghisni
Isi naam sey har musibat tali hay

Sabaa hay mujhe sar sar e dasht e Taybah
Isi sey kali mere dil ki khili hay

Terey chaaron hum dum hay yakjaan yakdil
Abu Baqr Farooq 'Usman 'Ali hay

Khuda ne kiya tujh ko aagaah sab sey
Do 'aalam mein jo kuch khafi o jali hay

Karoon arz kya tujh sey aay 'aalimussir
Ke tujh par meri haalat e dil khuli hay

Tamanna hay farmaiye roz e mehshar
Yeh teri rihaayi ki chitthi mili hay

Jo maqsad ziyaarat ka bar aaye phir to
Na kuch qasd kijiye ye qasde dili hay

Terey dar ka darbaan hay Jibril e aa'zam
Tera madh khwaan har Nabi o Wali hay

Shafaa'at karein hashr mein jo Raza ki
Siwaa terey kis ko yeh qudrat mili hay

نبی سرورِ ہر رسول و ولی ہے
نبی راز دارِ مَعَ اللہ لِی ہے

وہ نامی کہ نامِ خُدا نام تیرا
رؤف و رحیم و علیم و علی ہے

ہے بیتاب جس کے لئے عرشِ اعظم 
وہ اس رہروِ لامکاں کی گلی ہے

نکیرین کرتے ہیں تعظیم میری
فِدا ہو کے تجھ پر یہ عزّت ملی ہے

طلاطُم ہے کشتی پہ طوفانِ غم کا
یہ کیسی ہوائے مخالف چلی ہے

نہ کیوں کر کہوں یا حبیبی اَغِثْنِی
اِسی نام سے ہر مصیبت ٹلی ہے

صبا ہے مجھے صرصرِ دشتِ طیبہ 
اِسی سے کلی میرے دِل کی کِھلی ہے

تِرے چاروں ہمدم ہیں یک جانْ یک دِل
ابوبکر و فاروق و عثماں علی ہے


خدا نے کیا تجھ کو آگاہ سب سے
دو عالم میں جو کچھ خفی و جلی ہے

کروں عرض کیا تجھ سے اے عالِمُ السِّر
کہ تجھ پر مری حالتِ دِل کُھلی ہے

تمنّا ہے فرمایئے روزِ محشر
یہ تیری رِہائی کی چِٹھی مِلی ہے

جو مقصد زِیارت کا بر آئے پھر تو
نہ کچھ قصد کیجے یہ قصدِ دِلی ہے

تِرے در کا دَرباں ہے جبریلِ اعظم
تِرا مدحَ خواں ہر نبی و ولی ہے

شفاعت کرے حشر میں جو رضاؔ کی
سِوا تیرے کس کو یہ قُدرت مِلی ہ
Previous Post Next Post