AYE WAJHE TAKHLEEQ E QAINAT LYRICS OWAIS RAZA QADRI



BULBUL-E-BAA-E-MADINA
Created By : Junaid Raza


LYRICS:


YA  RASOOL ALLAH
YA RASOOL ALLAH


Aye wajhe takhleeq e Qaainat
Tere sadqe jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana


Zameeno zaman tumhare liye
Makeeno makan tumhare liye
Chunino chuna tumhare liye
Bane do jahan tumhare liye 


Aye wajhe takhleeq e Qaainat
Tere sadqe jaan e jaana
Tere sadqe jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana



Dahan Mein zubaan tumhare liye
Badan Mein hai jaan tumhare liye
Hum aye yahan tumhare liye
Uthe bhi wahan tumhara liye



Aye wajhe takhleeq e Qaainat
Tere sadqe jaan e jaana
Tere sadqe jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana




Isaalate qul Imamate qul 
Siyaadate qul imarate qul
Hukumate qul vilayate qul
Khuda ki yahan tumhare liye




Aye wajhe takhleeq e Qaainat
Tere sadqe jaan e jaana
Tere sadqe jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana




Na ruhe ameen na arshi bari
Na lohe mubeen koi bhi kaheen
Khabar hi nahi jo ramze khuli
Azal ki meehan tumhare liye



Aye wajhe takhleeq e Qaainat
Tere sadqe jaan e jaana
Tere sadqe jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana



Ye toor kuja se pahr tu kya
Ke Arshe ula bhi door raha
Ge haqq se bhara risaal mila
Ye rif-ate e shaan tumhare liye



Aye wajhe takhleeq e Qaainat
Tere sadqe jaan e jaana
Tere sadqe jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana


Ye shamsho qamar ye shamo sahar
Ye bargo shajar ye baago samar
Ye taigo sipar ye tajo qamar
Ye hukme rawaan tumhare liye



Aye wajhe takhleeq e Qaainat
Tere sadqe jaan e jaana
Tere sadqe jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana


Saba wo chale ke baag fale
Wo ful khile k din ho bhale
Liwa k tale sana mei khole
Raza ki zubaan tumhare liye


Aye wajhe takhleeq e Qaainat
Tere sadqe jaan e jaana
Tere sadqe jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana
Tere qurbaan jaan e jaana



Previous Post Next Post